Breaking

Saturday, 29 September 2018

Navratri Bhajans Geet Lyrics 2018

Navratri Bhajan, Navratri Bhajan in Hindi, Navratri Songs, Navratri Special Bhajan, Top Navratri Bhajans, Navratri ke Bhajan, Navratri Bhajan Songs Lyrics, Lyrics of Mata ke Bhajan, Maiya ke Bhajan Lyrics, Navratri Bhajans Lyrics, Durga Bhajan Lyrics in hindi

1. Jaya Aadya Shakti


Jaya Aadya ShaktiJaya Aadya
ShaktiMa Jaya Aadya Shakti
Akhand Brhamand Dipavya
Panave Pragatya Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Dwitiya Mehsarup Shivshakti Janu
Ma Shivshakti Janu
Brahma Ganapti Gaye
Brahma Ganapti Gaye
Hardayi Har Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Trutiya Tran Sarup Tribhuvan Ma Betha
Ma Tribhuvan Ma Betha
Daya Thaki Karveli
Daya Thaki Karveli
Utarvenima
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Chouthe Chatura Malaxmi Ma
Sachrachal Vyapya
Ma Sachrachal Vyapya
Char Bhuja Cho Disha
Char Bhuja Cho Disha
Pragtya Dakshin Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Panchame Panchrushi Panchami Gunpadma
Ma Panchami Gunpadma
Panchtatv Tya Soshiye
Panchtatv Tya Soshiye
Panchetatvo Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Shashthi Tu Narayani Mahishasur Maryo
Ma Mahishasur Maryo
Narnari Na Rupe
Narnari Na Rupe
Vyapaya Saghale Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Saptami Sapt Patal Sandhya Savitri
Ma Sandhya Savitri
Gau Ganga Gayatri
Gau Ganga Gayatri
Gauri Geeta Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Ashthmi Ashtha Bhujao Ayi Ananda
Ma Ayi Ananda
Sunivar Munivar Janamya
Sunivar Munivar Janamya
Dev Daityoma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Navmi Navkul Nag Seve Navadurga
Ma Seve Navadurga
Navratri Na Pujan
Shivratri Na Archan
Kidha Har Brahma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Dashmi Dash Avtaar Jay Vijyalaxmi
Ma Jay Vijyalaxmi
Rame Ravan Marya
Rame Ravan Marya
Ravan Maryo Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Ekadashi Agiyar Tatyanikama
Ma Tatyanikama
Kaldurga Kalika
Kaldurga Kalika
Shama Ne Vama
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Barase Kala Rup Bahuchar Amba Ma
Ma Bahuchar Amba Ma
Asur Bhairav Souie
Kal Bhairav Soiye
Tara Chhe Tuj Ma
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Terase Tulja Rup Tu Tarunimata
Ma Tu Tarunimata
Brahma Vishnu Sadashiv
Brahma Vishnu Sadashiv
Gun Tara Gata
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

Shivbhakti Ni Aarati Je Koi Gaye
Ma Je Koi Gaye
Bhane Shivannad Swami
Bhane Shivannad Swami
Sukh Sampati Pashe
Har Kaileshe Jashe
Ma Amba Dukh Harashe
Om Jayo Jayo Ma Jagdambe

2. Mata Rani Ne Kripa Barsayi


Mata Rani Ne Kripa Barsayi
Meri Har Gal Puri Hundi Ayi
Mata Rani Ne Keetti Sunavayi
Meri Har Gal Puri Hundi Ayi

Onne Mere Sare Rah Khole
Mere Sare Rukke Kam Pure Hoye
Meri Maya Meri,
Meri Maya Meri Suddh Len Ayi
Meri Har Gal Puri Hundi Ayi
Mata Rani Ape Daudi Daudi Ayi
Onne Har Kushi Meri Jholi Payi
Meri Ambe Ne,
Meri Ambe Ne Keetti Sunavayi
Meri Har Gal Puri Hunid Ayi
Ajj Meri Mayya Mere Kar Ayi
Kushiyan De Sagar Vicch Dubki Lagayi
Meri Datti Ne,
Meri Datti Ne Keeti Sunavayi
Meri Har Gal Puri Hundi Ayi

3. Mere Ghar Chali Aana Maiya


Mere Ghar Chali Aana Maiya
Mere Ghar Chali Aana Maiya

Mere Ghar Chali Aana Maiya Aaj
Mere Ghar Chali Aana Maiya Aaj

Dhoop Deep Se Karungi Pooja
Tujhko Aaj Lejaungi Saath
Pahla Navrata Hai Aaya
Maa Ne Mujhko Aaj Bulaya

Pahla Roop Maa Shailputri
Ka Maa Angana Mein Tu Dikhlana
Duje Roop Mein Brahmacharni
Jagat Ne Tujhko Hai Maana
Teeja Roop Chandra Ghanta
Naam Bada Hai Pyara
Mere Ghar Mein Chhap Teri
Hai Tyohar Hai Suhana
Teeja Navrata Hai Aaya
Maa Ne Mujhko Aaj Bulaya

Chautha Roop Maa
Chauthe Din Ka
Kushmanda Sukh Dhaam
Pachavi Devi Aastganga Hai
Pyaro Tero Naam

Chhati Hai Maa Katyani
Sundar Saara Nazara
Maiya Ke Charno Mein
Jukta Hai Ye Sansar Sara

Chhatwa Navrata Hai Aaya
Maa Ne Mujhko Aaj Bulaya

Satva Roop Kal Ratri Ka
Ye Sansar Banaya
Aathvi Mahagauri Jag Chhaya
Jag Janani Maha Maya
Nauvi Chhavi Teri Siddhi Datri
Aisi Anokhi Kaya
Karna Bhakt Bhav Sweekaar
Apna Tune Mujhe Banaya

Nauva Navrata Hai Aaya
Maa Ne Mujhko Aaj Bulaya

Mere Ghar Chali Ana Maiya Aaj
Dhoop Deep Se Karungi Pooja
Tujhko Aaj Lejaungi Saath
Pahla Navrata Hai Aaya
Maa Ne Mujhko Aaj Bulaya

Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Mata Di

4. Navratri Ke Nau Din Aaye Dena Nav Vardan


Navratri Ke Nau Din Aaye
Dena Nav Vardan
Aisi Kripa Karna Ambe
Jag Ka Ho Kalyan

Navratri Ke Nau Din Aaye
Dena Nav Vardan
Aisi Kripa Karna Ambe
Jag Ka Ho Kalyan

Pahla Var Mai Jhooth Naa Bolu
Paap Punya Ko Mann Se Tolu
Vipda Aaye Laakh Hazaro
Fir Bhi Kabhi Mai Dolu

Teeja Varde Maiyya
Mit Jaye Agyan

Aisi Kripa Karna Ambe
Jag Ka Ho Kalyan

Rahe Aanad Sada Mere Mann Mein
Yahi Hai Chauthe Var Ki Apeksha

Mil Jaye Mujhe Panchve Var Mein
Param Bhakti Ki Pawan Diksha
Aur Chhata Var Aisa Ho Ki
Laga Rahe Tera Kaaj

Aisi Kripa Karna Ambe
Jag Ka Ho Kalyan

Var Ye Satva Do Jagdambe
Krodh Kabhi Naa Mujhko Aaye

Aathva Var Do Ant Samaye Mein
Ankhiyan Tera Darshan Paye

Moh Maya Se Ho Chhutkara
Do Nava Vardan

Aisi Kripa Karna Ambe
Jag Ka Ho Kalyan

Navratri Ke Nau Din Aaye
Dena Nav Vardan
Aisi Kripa Karna Ambe
Jag Ka Ho Kalyan

5. Ambe Tu Hai Jagdambe Kali


Ambe tu hai jagdambe kali jay durge khappar wali
Tere hi gun gaye bharti ho maiya ham sab utare teri aarti
Ambe Tu Hai Jagdambe Kali Video
Ambe Tu Hai Jagdambe Kali lyrics

Ambe tu hai jagdambe kali jay durge khappar wali
Tere hi gun gaye bharti ho maiya ham sab utare teri aarti
Tere jagat ke bhakt janan par bheed padi hai bhari maa
Danaw dal par toot pado maa karke singh sawari
Sau sau singho se tu bal shali
Asth bhujao wali dushton ko pal mein sangharti

O maiya hum sab utarey teri aarti
Maa bete ka hai ish jag mein bada hi nirmal nata
Poot kaput sune hai par na mata suni kumata
Sab par karuna darshane wali amrit barsane wali
Dukhiyon ke dukhade nivarti

O maiya hum sab utare teri aarti
Nahi mangte dhan aur daulat na chandi na sona maa
Hum to mange maa tere man mein ek chhota sa kona
Sab ki bigdi banane wali laaj bachane wali
Satiyo ke sat ko sanwarti

O maiya hum sab utare teri aarti
Ambe tu hai jagdambe kali jay durge khappar wali
Tere hi gun gaye bharti ho maiya ham sab utare teri aarti


Durga Bhajan Lyrics In Hindi, Navratri Songs Lyrics Hindi, Navratri Geet Lyrics, Mata Ke Bhajan Lyrics In Hindi, Hindi Navratri Songs List, 

Navratri Bhajan, Navratri Bhajan in Hindi, Navratri Songs, Navratri Special Bhajan, Top Navratri Bhajans, Navratri ke Bhajan, Navratri Bhajan Songs Lyrics, Lyrics of Mata ke Bhajan, Maiya ke Bhajan Lyrics, Navratri Bhajans Lyrics, Durga Bhajan Lyrics in hindi


1 comment:

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages